Jaun Elia was a famous Urdu poet born on 14th December 1931 in Amroha (Undivided India). He was famous for his heart-touching Urdu shayari which was very emotional and deep. His real name was Syed Sibt-e-Asghar Naqvi but he is more famous for his pen name Jaun Elia. He later moved to Pakistan and passed away on 8th November 2002. We have collected the Best Jaun Elia 2 Line Shayari collection for you.
Jaun Elia 2 Line Shayari
जो गुज़ारी न जा सकी हम से
हम ने वो ज़िंदगी गुज़ारी है
Jo Guzri naa jaa saki hum se
Hum ne wo zindagi guzaari haiअपने सब यार काम कर रहे हैं
और हम हैं कि नाम कर रहे हैं
Apne sab yaar kaam kar rahe hai
Aur hum hai ki naam kar rahe haiमैं भी बहुत अजीब हूँ इतना अजीब हूँ कि बस
ख़ुद को तबाह कर लिया और मलाल भी नहीं
Main bhi bohot ajeeb hu, Itna ajeeb hu ki bas
Khud ko tabaah kar liya aur malaal bhi nahi.इतनी म्हणत से बिगाड़ा है खुदको,
जाएँ आप किसी और को सीधा कीजिये
Itni mehnat se bigaada hai khudko
Jaaye aap kisi aur ko seedha kijiye
Jaun Elia Two Line Shayari
ज़िंदगी किस तरह बसर होगी
दिल नहीं लग रहा मोहब्बत में
Zindagi kis tarah basar hogi
Dil nahi lag raha mohobbat meinजो देखता हु वही ओलने का आदि हु,
मैं अपने शेहेर का सबसे बड़ा फसादी हु
Jo dekhta hu wahi bolne ka aadi hu
Main apne sheher ka sabse bada fasaadi hu
Also Read: Gulzar Shayari on Love
Tum kaha ho mere kareeb aao
Main kaha hu mujhe pata to chale
तुम कहा हो मेरे करीब आओ
मैं कहा हु मुझे पता तो चलेसारी दुनिया के ग़म हमारे हैं
और सितम ये कि हम तुम्हारे हैं
Saari duniya ke gam humaare hai
Aur sitam ye ki hum tumhare hain
John Elia Urdu Poetry 2 Lines
जुर्म मैं हम कमी करें भी तो क्यूँ?
तुम सज़ा भी तो कम नहीं करते
Jurm mai hum kami karein bhi to kyun?
Tum saza bhi to kam nahi karteजानिये उस से निभेगी भी किस तरह
वो खुदा है मैं तो बाँदा भी नहीं
Jaaniye uss se nibhegi bhi kis tarah
Wo khuda hai main to banda bhi nahinमुझसे उकताए हुए लोगों मैं,
मैंने अपना नाम भी देखा है
Mujhse uktaaye hue logon main
Maine apna naam bhi dekha hainबहुत नज़दीक आती जा रही हो
बिछड़ने का इरादा कर लिया क्या
Bahut nazdeek aati jaa rahi ho
Bichadne ka iraada kar liya kyaये मुझे चैन क्यूँ नहीं पड़ता
एक ही शख़्स था जहान में क्या
Ye mujhe chain kyu nahi pasta
Ek hi shaks tha jahaan mein kya
Also Read: Love Shayari in Hindi
अपने सब यार काम कर रहे हैं
और हम हैं कि नाम कर रहे हैं
Apne sab yaar kaam kar rahe hain
Aur hum hai ki naam kar rahe haiकौन हु, कहा हु, क्या हु, क्या नहीं हु मैं,
खुद से खुद पे दस्तक दी और कह दिया नहीं हु मैं
Kaun hu, Kaha hu, kya hu, kya nahin hu main,
Khud se khud pe dastak di aur keh diya “Nahin hu main”कौन सीखता है सिर्फ बातों से,
सबको एक हादसा ज़रूरी हैं
Kaun sikhta hain sirf baaton se
Sabko ek haadsa zaroori hain
Also Read: Sad Shayari
Jaun Elia Two Line Poetry
कौन इस घर की देख-भाल करे
रोज़ इक चीज़ टूट जाती है
Kaun iss ghar ki dekh-bhaal karein
Roz ek chiz toot jaati hainइलाज ये है कि मजबूर कर दिया जाऊँ
वरना यूँ तो किसी की नहीं सुनी मैंने
Ilaaj ye hai ki majboor kar diya jaau
Warna yun to kisi ki nahi suni maineएक मेरी मोहोब्बत नहीं समझ पाए तुम
बाकी मेरी हर गलती का हिसाब रखते हो
Ek meri mohabbat nahi samajh paaye tum,
Baaki meri har galti ka hisaab rakhte hoकिस लिए देखती हो आईना
तुम तो ख़ुद से भी ख़ूबसूरत हो
Kis liye dekhti ho aaina
Tum to khud se bhi khoobsurat hoTum bhi tarsoge baat karne ko
Bas baat jaane do chaar kandho tak
तुम भी तरसोगे बात करने को
बस बात जाने दो चार कन्धों तक
Also Read: Sad Shayari in Hindi 2 Line
Jaun Elia 2 Line Shayari in English
mustaqil bolta hi rahta huun
kitna khamosh huun main andar se
मुस्तकिल बोलता ही रहता हूँ
कितना खामोश हूँ मैं अन्दर सेआज मुझ को बहुत बुरा कह कर
आप ने नाम तो लिया मेरा
Aaj mujh ko bahut bura keh kar
Aap ne naam to liya meraहैं दलीलें तेरे ख़िलाफ़ मगर
सोचता हूँ तेरी हिमायत में
Hai daleelein tere khilaaf hain magar
Sochta hu teri himaayat main
Jaun Elia Sher
रोया हूँ तो अपने दोस्तों में
पर तुझ से तो हँस के ही मिला हूँ
Roya hun to apne dosto main
Par tujh se to hass ke hi mila hunऔर तो क्या था बेचने के लिए
अपनी आँखों के ख़्वाब बेचे हैं
Aur to kya tha bechne ke liye
Apni aankho ke khwab beche hainउस के होंटों पे रख के होंट अपने
बात ही हम तमाम कर रहे हैं
Us ke honto pe rakh ke hont apne
Baat hi hum tamaam kar rahe hain
Jaun Elia Best Lines
सोचता हूँ कि उस की याद आख़िर
अब किसे रात भर जगाती है
Sochta hun ki uss ki yaad aakhir
Ab kise raat bhar jagaati hainहमारी ही तमन्ना क्यूँ करो तुम
तुम्हारी ही तमन्ना क्यूँ करें हम
Humari hi tamanna kyu karo tum
Tumhari hi tamanna karein hum
सब मेरे बग़ैर मुतमइन हैं
मैं सब के बग़ैर जी रहा हूँ
Sab mere bagair mutmain hain
Main sab ke bagair jee raha hu
I hope you liked our collection of Jaun Elia 2 Line Shayari, Poetry, and Sher. Check out my similar article on Two Line Shayari
1 thought on “Best Jaun Elia 2 Line Shayari & Poetry | जॉन एलिया शायरी”